Wedding anniversary video kaise banaye | 3D Anniversary video kaise banaye | 3D Video editing

 To hey guys welcome to sk mix. Main Hoon Sanjib aur aap sabhi ka tahe dil se Swagat hai. aaj ka video bahut hi jyada interesting hai ajjke video mein ham log dekhne wale Hain ke Kaise Ek anniversary special video aap log banaa sakte ho. aapke relative ya Kisi bhi member ka anniversary hai to aap log Is Tarah ka 3D anniversary special video edit kar ke UN Logon Ko gift kar sakte ho. editing karne ke liye aap Logon Ko Kuchh step Dhyan se follow karna hai and is video ko aap Logon Ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai. agar aap log video ko skip karte ho to aap Logon Ko is video ko create karne mein bahut sara problem ka Samna karna pad sakta hai. to isliye guys video ko skip na Karen last Tak Dekhen and is video ko banane ke liye jo bhi material Mein use karunga aur Sara Kuchh aap Logon Ko description Mein mil jaega. to discription link se aap Logon Ko Sabhi material and project link ko download karna hai. uske bad guys aap logon ko ek application ka bhi jarurat hoga application ka naam hai kinemaster to kinemaster application ko aap Logon Ko download karne ke liye Telegram per jana hai. and vahan per search karna hai sk mix official. to guys Jo channel aaega vahan per click Karen and channel per aap Logon Ko pin Kyon Hua Kinemaster dekhne ko milega To vahan se aap Logon Ko kine master app Ko download karna hai. download karne ke bad install Karen Uske bad guys aap Logon Ko application ko open karna hai. 

FOLLOW ALL BELOW STEPS 👇

STEP 1

To doston kinemaster application ko open karne ke bad aap Logon Ko create new per click karna hai. vahan per aap Logon Ko second wala ratio 9:16 ko select karna hai. uske bad guys aap logon ko thoda sa niche slide karna hai vah per aap log ko import project kine file Karke Ek option milega to use per aap Logon Ko click karna hai. click karte hi aap Logon Ko file Manager mein le Jaya jaega vahan se aap Logon Ko project file ko select karna hai jo aap Logon Ne download kiye ho discription se. To project file ko select karne ke bad aap log dekhoge kinemaster Mein yah redirect ho jaega and vahan per aap Logon Ko Sabhi material Bane banae Hua milega. To guys app Logon Ko ab sirf Kuchh steps follow karna hai is video ko complete karne ke liye.  

STEP 2

To guys first aap logon ko ek ped wala PNG milega use PNG ko aap Logon Ko add karna hai. add karne ke liye aap Logon Ko layer per touch Karen Uske bad guys aap Logon Ko media per touch karna hai and ab aap logon ka gallery open ho jaega. To Gallery se aap Logon Ko ped wala PNG ko touch karna hai touch karte hi yah kineMaster application mein open ho jaega. open hote hi aap Logon Ko ise thoda sa zoom Karke koi sa Bhi Ek Kone Mein set kar lena hai. ab guys ise animation aap Logon Ko dena hai. to animation dene ke liye aap Logon Ko side mein ek option so ho raha hoga to jo key ka option hai use per aap Logon click karna hai uske bad guys aap Logon Ko last mein jana hai. vahan per Ek plus per aap Logon Ko click karna hai. click karte hi aap Logon Ko ped wala PNG ko aap Logon Ko slide kar lena hai left se right. Ab guys aap logon ko aur ek Grass wala PNG milega. To grass wale PNG ko aap Logon Ko add karne ke liye layer per touch karna hai. uske bad media per touch Karen. Uske bad guys aapka gallery open ho jaega vahan se aap Logon Ko Grass wala PNG ko select karna hai select karte hi yah kinemaster mein open ho jaega. open hote hi aap Logon Ko slide dena hai right se left ki taraf to slide dene ke liye aap Logon se thoda sa zoom Karke koi sa Bhi Ek Kone Mein set karna hai. Set karne ke bad aap Logon Ko animation key ko touch karna hai. touch karne ke bad aap Logon Ko last mein jana hai and Ek plus per click karne ke bad aap Logon Ko Grass wale PNG ko right se left ki taraf slide kar lena hai. 

STEP 3

Ab guys aap log ko sirf ek border wala PNG add karna hai. uske bad aapka video Bankar ready ho jaega. to border wala PNG ko add karne ke liye aap Logon Ko layer pe touch karna hai. uske bad media per touch karna hai. uske bad guys aapka gallery open ho jaega and vahan se aap Logon Ko border wala PNG ko add kar lena hai. add karte hi aap Logon Ko fulscreen kar lena hai. and ise khinchkar video ke aap Logon Ko last Tak kar lena hai. to guys Aapka Jo video hai Bankar ready ho chuka hai. Ab aap log ise export karne ke liye opor Mein arrow ka sign hai  per click Karen and koyi sa bhi format me export kare. 

ALL MATERIAL DOWNLOAD LINK 👇

                                       DOWNLOAD

To guys aaj ka video ahi Tak tha. Video Agar Pasand Aaye To ek like Karega ise Mujhe motivation Milta Hai Aage Bhi ISI Tarah ka video banane ke liye and is video ko Banane mein koi sa bhi problem ho to aap log Mujhe Instagram per text kar sakte ho. ya to doston comment bhi kar sakte ho. And guys YouTube related ya video editing related koi sa bhi question Ho to aap log Mujhse poochh sakte ho main Sabko reply karta hun and guys aap log Telegram channel per Jarur join ho jaega vahan per aap Logon Ko Sabhi material ke sath kaun sa video Aane Wala Hai and kitne baje aaega vah aap Logon Ko Pahle Se Hi pata chal jaega To isliye guys must Telegram channel ko join Karke rakhen. To chaliye ISI Tarah Ke interesting video ke sath Milte Kisi next video mein

Sharing Is Caring:

About Author

Sk Mix Official

Hello guys welcome to our channel, In my channel you will find awesome editing tutorial, you can learn and recreate them by using your Android mobile. Hope you will join our family by subscribing to our channel

Leave a Comment