To hello friends kaise ho aap Sabhi. Asha Karte Hain Sabhi bahut hi badhiya Ho and maje mein ho. To Aaj ka jo video ka topic hai vah bahut hi jyada interesting hai. ise video mein ham log dekhne wale Hain ke ramnavami special 3D video editing. To guys ramnavami Aane Wala Hai 10 April Ko Hai to aap Logon Ko ramnavami per Is Tarah ka 3D status banana chahie. to banane ke liye aap Logon Ko is video ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai. Main Har Ek chij Ko bahut hi details ke sath explain karunga Taki aap log bahut hi aasani se Is Tarah ka ek 3D ramnavami special video banaa Sako. and guys is video ko banane ke liye jo bhi material ka main use karunga Sara Kuchh aap Logon Ko discription Mein mil jaega. To discription Mein Jo link hai use per click karne ke bad aap Logon Ko Sabhi material ke sath project link ko bhi download karna hai. to download karne ke bad aap Logon Ko Kuchh step follow karna hai Chaliye dekhte hain kon kon se vah step hai
FOLLOW BELOW STEPS 👇
STEP 1
To doston Is Tarah ka 3D ramnavami special video aap log Agar banana chahte ho to guys app logoko video ko bina skip kiye last tak dekhna hai. 1st app logo ko is tarha ka video banane ke liye ek app ki jarurat hoga app ka nam hai kinemaster. to aap log agar kinemaster app ko download karna chahte ho to aap logo ko telegram pe jake search karn hai sk mix official. Jo channel ayega uspe click karke aap logo kinemaster pin kiya hua milega to aap logo ko download kar lena hai 1st uske bad aap logo ko install karna hai. uske bad open kare. Open karte hi aap logoko 2nd wala ratio select karn hai. 9:16 ratio ko select karna hai select karne ke bad aap logo ko thoda sa niche scroll karna hai. vahan per aap Logon Ko import project kine file Karke ka option so hoga. to use per aap Logon Ko select karna hai. click karne ke bad aap Logon Ko file Manager mein redirect Karega. Uske bad guys aap Logo file manager se download kiye Hue project file Ko dhundhna Hai. project file Milte Hi use per aap log click Karen kinemaster Mein fir se yah project open ho jaega aap Logon Ko sirf Kuchh step follow karna hai and guys Jo material present Hai usmein bhi aap log changes kar sakte ho. Changes karne ke liye Jis material ko aap log karna chahte ho use per click karna hai. and opor mein jo option hai use per aap Logon Ko touch karna hai. apka gallery open ho jaega vahan se aap log koi sa bhi material select Karke change kar sakte ho. to guys ab aap Logon Ko simple Kuchh step follow karna hai Jaise.
STEP 2
Aap logon ko ek PNG Milega use PNG ko aap Logon Ko add karna hai. add karne ke liye aap Logon Ko layer pe touch karna hai uske bad guys aap Logon Ko media per touch karna hai. media per touch karte hi aapka gallery open ho jaega vahan se aap Logon Ko ped wala Ek PNG Milega usko select karna hai select karte hi kinemaster Mein yah add ho jaega. add ho to hi aap Logon Ko donon finger se ise zoom karna hai. zoom karne ke bad aap Logon Ko ise koi sa Bhi Ek Kone Mein set Karke Rakhna hai. animation dene ke liye aap Logon Ko side mein ek option so hoga key ka option us key wale option per touch karne ke bad aap Logon Ko last mein jana hai. last Mein jaane ke bad aap Logon Ko plus ke icon per touch karna hai and aap Logon Ko ped wale PNG ko left se right Tak slide kar lena hai. Uske bad guys aap Logon Ko Ek Aur PNG Milega Ramji ka to usko select karne ke liye aap Logon Ko sem step follow karna hai first aap Logon Ko Layer per touch karna hai. uske bad media per touch karna hai and Gallery se aap Logon Ko Ram Ji Ka Photo Ko click karna hai to guys yah bhi kine master mein add ho jaega. ab ise bhi aap Logon Ko animation dena hai left se right ki taraf. animation dene ke liye fir se aap Logon ko key wale option per touch karna hai Uske bad aap Logon Ko last mein jana hai and Plus ke icon per touch karne ke bad aap Logon Ko left se right ki taraf slide kar lena hai.
STEP 3
Ab guys aap log ko ek template video add karna hai Uska Bhi link aap Logon discription Mein mil jaega vah Se download karne ke bad aap Logon Ko layer per touch karna hai media per touch karna hai and Gallery se aap Logon Ko template video ko select karna hai. uske bad guys aap logon ko thoda sa scroll karna hai and vahan per aap Logon Ko blending Karke ka option milega use per click karne ke bad aap Logon Ko screen kar lena hai. to guys template video add ho jaega and iska duration thoda sa kam hai to Jyada karne ke liye aap Logon Ko speed ko thoda sa Ghata lena hai. ab sirf aap logon ko ek border wala PNG add karna hai uske bad use ful screen karna hai and last tak khinch lena hai to guys Aapka Jo video hai ban kar ready ho chuka hai. ab aap log export karne ke liye opor mein jo Arrow ka sign hai use per click karne ke bad aap log koi sa bhi format Mein ise export kar sakte hai.
ALL MATERIALS DOWNLOAD LINK 👇
To doston aaj ka video kaisa laga Jarur comment kariyega and Aise video ko Banane mein Koi Agar problem ho to Jarur Instagram per Mujhe text Karen main reply Jarur karunga. and ISI Tarah ka aur bhi 3D status video aaplog dekhna chahte ho to aap Logon Ko channel ke sath Jude Rahana hai Taki Is Tarah ka video aap log Aage bhi dekh pao. to guys Milte Hain Kisi next video mein
Nkce
Nice