New love status video kaise banaye | 3d love status video editing | kinemaster editing
Introduction
To hey guy it’s me sanjib welcome back to sk mix. doston aaj ka video bahut hi jyada interesting hone wala hai. Agar aap log is tarha ka video banana chahte ho to is video ko last tak dekhe. To doston Is Tarah ka ek romantic love status video agar aap log banana chahte ho to sirf aap Logon Ko is video ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai. is video mein jitne bhi material ka main use karunga Sara Kuchh aap Logon Ko discription Mein mil jaega. discription Mein Diye Hue link ko aap Logon Ko click karna hai uske bad project link and 2 PNG ko aap Logon Ko download kar lena hai. download karne ke bad aap Logon Ko video ko banane ke liye Kuchh step follow karna hai to Chaliye dekhte hain कौन-कौन se vah step hai. To doston Is Tarah ka video banane ke liye aap log ko ek application ka jarurat hoga application ka naam hai kinemaster. is application Ko download karne ke liye aap Logon Ko mere Telegram channel per click karna hai. Telegram channel aap Logon Ko description Mein Diye Hue link se open karna hai. agar open Nahin Hota Hai to aap Logon Ko Telegram per jakar likhna Hai sk mix official. Uske bad Jo channel aaega use channel per aap Logon Ko click karna hai. and us channel per aap Logon Ko pin Kiya Hua kine master mil jaega. To vahan se aap Logon Ko kinemaster application Ko download karna hai. download karne ke bad aap Logon Ko ise install karna hai. uske bad aap Logon Ko open karna hai.
FOLLOW BELOW STEPS⤵️
STEP 1
To doston Is Tarah ka video banane ke liye first aap Logon Ko kine Master application ko open karna hai. uske bad guys aap Logon Ko second wala ratio 9:16 ko select karna hai. uske bad guys aap Logon Ko description Mein Diye Hue link se project link ko download kar lena hai. and Uske bad aap logon ko thoda sa niche slide Karen vahan per aap Logon Ko import project kinefile Karke ek option milega. to us option per touch karne ke bad aapka file manager open ho jaega. and vaha Se download kiye Hue project link ko dhundhna hai uske bad guys aap Logon Ko project link per click karna hai. click karte hi yah kinemaster Mein Re direct Karega. ab guys aap log dekh Sakoge Yahan per bahut Sare Layer Pahle Se Hi Bane Banaya Hua aap Logon Ko milega. sirf aap Logon Ko Kuchh aur step follow karna hai and do PNG aap Logon ko add karna hai. uske bad aapka video Bankar ready ho jaega. To guys first aap Logon Ko Sabhi layer mein se aap Logon Ko photo wale Jo Layer hai usko dhundhna hai. Uske bad opor Mein click karna hai. Opor mein aap logon ka option milega use option per click karne ke bad aapka gallery open ho jaega. Uske bad guys aap Logon Ko Gallery se aap jis photo ko Yahan per add karna chahte ho use Photo Ko Gallery se aap Logon Ko dhundhna Hai. and Uske bad aap logon ko photo per click karna hai click karte hi aap Log dekhoge Yahan per jo photo tha vah aapke photo ke sath change ho chuka hai.
STEP 2
To guys ab aap Logon Ko ek PNG add karna hai first to use PNG ko add karne ke liye aap Logon Ko first layer per touch karna hai. uske bad aap Logon Ko media per touch karna hai. media per touch karte hi aapka gallery open ho jaega and download kiye Hue material se aap Logon Ko pillar wale Jo png hai usko select karna hai. select karte hi yah kine master mein open ho jaega and Uske bad guys aap Logon Ko is pillar wale PNG ko zoom karna hai. zoom karne ke bad aap Logon Ko left side mein ise add karna hai. uske bad guys aap Logon Ko ise animation dena hai left se right ke Taraf. to iske liye aap Logon Ko side mein ek option to Hoga animation key ka us key wale option per touch karne ke bad aap Logon Ko last mein jana hai. and Ek plus ke icon mein aur touch karna hai. uske bad aap Logon Ko Aise right se left ki taraf slide kar lena hai. aap Logon Ko to guys Yahan Tak hone ke bad aap logon ko aur ek chij sirf karna hai.
STEP 3
To guys Itna Tak hone ke bad aap logon ko ek border wala PNG add karna hai. uske liye guys aap Logon Ko Layer per touch karna hai. Uske bad media per touch karna hai uske bad aap log dekhoge aapka Jo gallery Hai vah open ho gaya hai. to Gallery se aap Logon Ko download kiye Hue border wale PNG ko select karna hai. select karne ke bad yah kinemaster mein open ho jaega. and Iske bad aap Logon Ko Aise ful screen karna hai. ful screen karne ke liye aap Logon Ko oppr Mein option milega use option per click karne ke bad second option ko select Karen. select karte hi yah border wala PNG ful screen mein ho jaega. Uske bad guys aap log ko Aise khinch ke video ke last Tak karna hai. to guys Aapka Jo video hai ban kar ready ho chuka hai ab aap log Agar ise export karna chahte ho to opor Mein Ek Arrow ka option milega use Arrow ke option mein aap Logon Ko click karte hi aap Logon Ko vahan per bahut Sare format dekhne ko milega. To Jis bhi format mein aap log ise export karna chahte ho use format per select karne ke bad save ke option per click Karen. click karte hi yah aapke gallery Mein seve ho jaega.
ALL MATERIALS DOWNLOAD LINK ⤵️
To guys ajj ka video aap Logon Ko kaisa laga Jarur aap log Ek comment Karen. and guys aap Logon Ko is video ko banane ke liye koi sa Bhi Agar dikkat ho to aap log Mujhe comment Mein bata sakte ho ya to guys aap Logon Ko Instagram per Mujhe text kar sakte ho main Sabko reply karta hun. to Asha Karte hai guys aaj ka video aap logon ko bahut hi jyada Pasand Aaya Hoga Agar aaya hai to aap log video ko like and share Karna na Bhule. to chaliye ISI Tarah Ke interesting video ke sath Milte Hain Kisi next video mein.