kamariya status video editing | Reels viral video editing | reels viral video editing tutorial
To hai guys it’s me Sanjib come back to as sk mix. doston aaj ka video ka topic bahut hi jyada interesting hai is video mein ham log dekhne wale Hain ki ek reels trending status video kaise banaya jata hai. agar aap log Instagram reals viral video ka editing karna chahte ho to is video ko aap logon Ko Bina skip kiye last Tak dekhna hoga. agar aap log is video ko last Tak dekh lete ho to aap log is video ko bahut hi aasan tarike se banaa sakte ho and guys main aap logon Ko help karunga simple mein create karne ke liye is video ko. agar aap log is video ko banana chahte ho to first aap logon Ko discription mein diye hue link per click karna hoga and jo bhi material link per aap logon Ko milega sabhi material ko aap logon Ko download kar lena hai. download karne ke bad aap logon Ko do application ka jarurat hoga first application ka naam hai capcut and second application ka naam hai turbo VPN to aap logon Ko donon application Ko download karna hai VPN application Ko download karne ke liye aap log play store mein jaaiye jaane ke bad vahan per search Karen turbo VPN search karne ke bad Jo application aaega usko install Karen. uske bad open Karen open karte hi vahan per ek aap log ko tap to connect karke option so hoga use per aap logon Ko click karna hai. and tap to connect kar lena hai to is tarah se aap apne phone mein VPN ko connect kar sakte ho to VPN connect Ho jaane ke bad aap logon Ko capcut application Ko download karna hai. Capcut application Ko download karne ke liye aap logon Ko telegram per jana hai vahan per search karna hai sk mix official. Jo channel aaega use per aap logon click karna hai click karne ke bad vahan per aap logon Ko last mein hi capcut application mil jaega to vah se aap logon Ko capcut application Ko download karna hai. uske bad install Karen uske bad aap logon Ko open karna hai to guys ab aap logon ko aur kuchh step hai jo follow karna hai is video ko banane ke liye to chaliye dekhte hain कौन-कौन se vah step hai.
FOLLOW BELOW STEPS 👇
STEP 1
to doston is video ko banane ke liye first aap logon Ko material ko sabhi download kar lena hai ab gais first aap logon ko ek 14 second ka video milega vah sirf first add karna hai add karne ke liye aap log ko new project per touch Karen uske bad aapka gallery open ho jaega and gallery se aap logon Ko 14 second ka video ko select karna hai select karte hi aapke cap ka application mein yah open ho jaega and uske bad aap logon Ko yahan per no picture select karna hai to nine picture select karne ke liye aap logon Ko side mein ek pras ka icon show hoga use per click Karen click karte hi aapka gallery open ho jaega and gallery se aap logon Ko 9 photo ko select karna hai select karne ke bad aap logon Ko sabhi ko add karna hai uske bad guys sabhi photo ko aap logon Ko beat ke according cut karna hai yah bahut hi ek simple sa step hai aap logon Ko nine photo ko hi 0.7 second Tak kar lena hai and aap logon Ko yah process karne ke liye picture per click Karen and left ki taraf slide karke sabhi photo ko hi 0.7 second karke kar lijiyega to yah process aap log bahut hi aasani se kar sakte ho.
STEP 2
Ab guys aap logon Ko aur kuchh step follow karna hai to first aap logon Ko sabhi photo mein animation dena hai. animation dene ke liye first photo per click Karen uske bad aap logon ko photo ko touch karne ke bad niche ek option so hoga animation karke use per aap logon Ko click karna hai. click karte hi aap logon Ko vahan per combo karke option so hoga use per click Karen use per click karte hain aapko vahan per bahut sara animation effect dekhne ko milega. unmen se aap logon Ko pendulum 1 effect ko add karna hai to pendulum 1 effect ko sabhi photo mein aap logon Ko add kar lena hai. add karne ke liye aap log yahi step ko बार-बार follow Karen. Ab guys aap logon Ko do photo ke bich mein jo joining wala section hota hai use per click karna hai. click karne ke bad aap logon Ko vahan per touch karna hai. touch karte hi aap logon camera per touch karna hai. and uske bad pull in karke effect milega use per aap logon Ko touch karna hai. touch karne ke bad niche ek option so hoga apply to all karke use per aap logon Ko click karna hai. click karte hi aap logon Ko yah Jo effect Hai sabhi photo mein add ho jaega.
STEP 3
ab guys aap logon Ko niche format karke option milega use per click karna hai. click karne ke bad vahan per aap logon ko 16:9 karke ratio milega use per touch karna hai uske bad sabhi video and photo ko aap logon Ko 90 degree rotate karna hai. rotate karne ke liye aap logon Ko first 14 second Wale video per touch Karen uske bad donon finger se rotate kar lijiye uske bad sabhi photo ko bhi sem process se aap logon Ko rotate kar lena hai rotate karne ke bad aap logon Ko ise export karna hai export karne ke liye opor mein ek Arrow ka sign hai use per click Karen. uske bad yah aap logon ke gallery mein save ho jaega. ab sirf aap logon ko kya karna hai video ko aap logon Ko rotate karna hai 9:16 format mein to iske liye aap logon Ko fir se back aana hai and new project per touch karna hai. uske bad aap logon Ko save Hai video ko select karna hai. and uske bad format per touch Karen 9:16 ko touch Karen. and uske bad guys aap logon Ko isase 90 degree rotate kar lena hai. bus aapka video Bankar ready ho chuka hai ab ise aap log export kar lijiye.
ALL MATERIALS 👇
to doston aaj ka video Abhi Tak video pasand aaye to share jarur karen. to chaliye doston ISI tarah ki interesting video ke sath milte kisi next video mein.