To hello doston kaise ho Sabhi Asha Karte Hain Sabhi bahut hi badhiya ho aaj ke is video mein ham log Dekhenge Ek ipl coming soon special beatsync status video editing. to guys yah video bahut hi jyada interesting hone wala hai aap log Agar is video ko banana chahte ho to aap Logon Ko video ko bina skip kiye last Tak dekhna hai agar aap log video ko skip karte ho to aap Logon Ko samajhne mein bahut sara dikkoto karna padega aur agar aap log video ko Bina skip kiye last Tak Dekhte Ho To aap log is video ko bahut hi Aasan se banaa sakte ho Banane mein jitne bhi material ka main use kiya hun Sara Kuchh aap Logon Ko discription Mein Diye Hue link Se Mil jaega . To Chaliye guys dekh lete hain is video ko kaise banaya jata hai step by step
FOLLOW ALL STEPS 👇
STEP 1
To doston Is Tarah ka video banane ke liye aap logon ko ek application ka jarurat Hoga application ka naam hai kinemaster to aap log Agar kinemaster Ko download karna chahte ho to aap Logon Ko Telegram per Jana Hai Jaane ke bad vahan per aap Logon search karna hai sk mix official. search karne ke bad aap Logon Ko vahan per Jo channel aaega use channel per enter karne ke bad aap Logon Ko pin Kiya Hua kinemaster mil jaega vahan se aap Logon Ko kine master app Ko download karna hai download karne ke bad aap Logon Ko kinemaster ko apne phone mein install karna hai. install karne ke bad aap Logon Ko kine master ko open karna hai. open karne ke bad aap log ko materials Ko download karna hai. materials aap Logon Ko discription Mein milega vahan se aap logon ko ek project link Bhi Milega. To Sabhi materials Ko download karne ke bad aap Logon Ko kinemaster application ko open karna hai open karne ke bad aap Logon Ko second wala reshiyo ko select karna hai 9:16 ration ratio ko select karna hai uske bad guys aap logon ko thoda sa niche slide karna hai niche slide karte hi aap log dekh paoge import project Karke Ek use per touch karne ke bad aap logon ka file manager open ho jaega vahan se aap Logon Ko download kiye Hue project link ko touch karna hai touch karte hi aap Logon Ko kinemaster Mein yah direct Karega vahan per aap log dekh paoge Sabhi material Se video ke andar laga hua hai aap Logon Ko sirf picture ko change karna hoga picture change karne ke liye aap Logon Ko Kuchh step follow Karne hain.
STEP 2
To guys first aap Logon Ko ek Kisi Bhi Ek picture Mein select karna hai select karne ke bad aap Logon Ko opor Mein Ek option show Karega us option per touch Karen touch karte hi aapka gallery open ho jaega. Gallery se aap log jo bhi picture Chaho IPL related vah picture ko aap Logon Ko एक-एक Karke Touch karna hai.to aap Logon Ko Is Tarah Se Sabhi photos ko change kar lena hai apne Khud Ke photo ke sath ya IPL related koi bhi photo ke sath. to Is Tarah Se doston aap log Sabhi photos ko change kar paoge sabhi photo change hone ke bad aap log vahan per dekh paoge bahut sara transition effect Banaya milega sirf aap Logon Ko ab Ek Aur border wala PNG add karna hoga.
STEP 3
To guys border wala PNG add karne se pahle aap Logon Ko dekhna hai Sabhi photos ko aap Logon Ko change karna hai to change karne ke liye aap Logon Ko Sabhi step Maine bataya hai first aap Logon Ko Kisi Bhi Ek picture per select karna hai. select karne ke bad opor Mein Ek option show karega use per click karte hi aap logon ka gallery open ho jaega. Gallery se aap log manChahe Kisi bhi IPL related photos ko select kar sakte ho. ya to guys aap log khud ka picture ya Kisi bhi ka picture aap Logon add kar sakte ho.to Sabhi picture ko aap logon ko ek ek karke change karna hai Khud Ke photo ke sath. A Ho Jaane ke bad aap Logon Ko niche bahut sara transition dekhne ko Milega sabhi ko aap Logon Ko chhedna Nahin Hai Jaisa Hai Vaisa hi Rahane dena hai.ab guys aap Logon Ko sirf ek border wala PNG add karna hai aap Logon Ko ek option show Karega kinemaster Mein layer Karke. us layer per aap log touch Karena hai .touch karne ke bad Kuchh aur option show Karega unmen se aap Logon Ko media wale option ko select karna hai.to media per touch karte hi aapka gallery open ho jaega to gallery open Ho Jaane ke bad aap Logon Ko download kiye Hue border wala PNG ko add karna hai. PNG ko add karne ke liye us PNG ko aap Logon Ko touch karna hai touch Karta Hai yah kinemaster mein open ho jaega. aap Logon Ko ise ab fullscreen karna hai ful screen karne ke liye aap Logon Ko ise khichkar aap log fullvideo barabar kar sakte ho ya to guys aap log opor Mein Ek option show Karega vahan per touch karne ke bad aap log ful screen kar sakte ho. ful screen Ho Jaane ke bad aap logon ko bada wala PNG ko khinch kar video ke last Tak kar lena hai. aapka video ban kar ready ho chuka hai ab sirf aap Logon Ko video ko export karna hai.video ko export karne ke liye aap Logon Ko opor Mein Ek option show Karega use per click Karen and video Ko Kisi bhi format mein aap log export kar sakte ho.
MATERIALS DOWNLOAD LINK 👇
To guys aaj ka video Yahi Tak Tha video Agar Pasand Aaye To ek like Jarur kariyega and video ko create karne mein koi sa bhi agar aap Logon problem ho to aap log comment and Instagram per Mujhe text kar sakte ho. main sab ka reply deta hun to Asha Karte Hain guys video Aaj ka bahut hi jyada Pasand Aaya Hoga aap Logon Ko Aaya Hai To please ek like and share karna na Bhule to chaliye guys interesting video ke sath Milte Kisi next video mein.