To hello doston kaise ho Sabhi Asha Karte Hain Sabhi bahut hi badhiya ho aaj ke is video mein ham log Dekhenge Ek Holi special beatsync status video editing to guys yah video bahut hi jyada interesting hone wala hai aap log Agar is video ko banana chahte ho to aap Logon Ko video ko bina skip kiye last Tak dekhna hai agar aap log video ko skip karte ho to aap Logon Ko samajhne mein bahut sara dikkoto karna padega aur agar aap log video ko Bina skip kiye last Tak Dekhte Ho To aap log is video ko bahut hi Aasan se banaa sakte ho Banane mein jitne bhi material ka main use kiya hun Sara Kuchh aap Logon Ko discription Mein Diye Hue link Se Mil jaega .To Chaliye guys Is Tarah ka video kaise banaya jata hai wo dekh Lete Hain step by step
FOLLOW ALL STEP CAREFULLY 👇
STEP 1
To doston Is Tarah ka holi special video aap log Agar banana chahte ho to guys aap Logon Ko video ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai. main bahut hi details Mein Har EK step ko explain kar dunga. Taki aap log bahut hi aasani se ek Is Tarah ka holi special video banaa Sako. To doston first aap Logon Ko Is Tarah ka video banane ke liye ek application ka jarurat hoga to use application ka naam hai kinemaster. kinemaster app ko download karna chahte ho to aap Logon Ko Telegram per jana hai vahan per aap logon ko search karna hai sk mix official. search karte hi jo channel aaega use per aap Logon Ko click karna hai. click karne ke bad aap Logon Ko pin Kiya Hua kinemaster mil jayega vahan se aap Logon Ko kinemaster application Ko download karna hai download karne ke bad application ko install Karen. install karne ke bad aap Logon Ko kinemaster application ko open karna hai. open karne ke bad guys aap Logon Ko create new per touch karna hai. uske bad guys aap Logon Ko second wala 9:16 ratio ko select karna hai, uske bad aap Logon Ko niche scroll karna hai vahan per aap Logo Ko import project per click karna hai click karne ke bad aap Logon Ko gallery Mein file manager open ho jaega vahan per aap Logon Ko download section mein jana hai. vahan se aap Logon Ko download kiye Hue project ko import karna hai kinemaster mein import karne ke bad aap Logon Ko vahan per bahut sara picture dekhne ko milega Sabhi picture ko aap Logon Ko change karna hai Khud ke picture ke sath jo aap log picture use karna chahte ho is video ko banane ke liye. aap Logon Ko first Koi Bhi Ek picture per touch karna hai ekadam opor Mein Ek option show kar raha hai use per click karna hai click karne ke bad aapka gallery open ho jaega Gallery se aap logon ko jo photo aap log select karna chahte ho use Photo Ko touch karna hai. to guys aap log dekhoge picture jo tha vah change ho chuka hai Is Tarah Se aap Logon Ko Sabhi picture ko change kar lena hai.
STEP 2
To guys picture Sabhi change Ho Jaane ke bad aap Logon Ko first picture per aana hai vahan per aap logon ko ek Shadow wala PNG add karna hai purple color ka. to add karne ke liye aap Logon Ko Layer per touch karna hai uske bad guys aap Logon Ko media per touch karna hai media per touch karte hi gallery open ho jaega. Gallery se aap Logon Ko download kiye Hue purple color ka Shadow PNG ko add kar lena hai. add karne ke bad aap Logon Ko Aise ful screen karna hai. uske bad guys aap logon ko ek Happy Holi ka PNG milega. usse aap Logon Ko add karna hai. To add karne ke liye aap Logon Ko same process follow karna hai. Layer pe touch kare uske bad media per touch karna hai ab aapka gallery open ho jaega vahan se aap Logon Ko Happy Holi ka PNG add kar lena hai add karne ke bad niche ki taraf ise set Karen hai. set karne ke bad guys aap Logon Ko side Mein Kuchh option show Hoga. UN option mein se aap Logon Ko niche ki taraf jana hai niche ki taraf aap Logon Ko blending Karke ka option milega. vahan se aap Logon Ko screen ko select karna hai. to Jo black background tha wo remove ho jaega aap Logon Ko Ek Aur video add karna hai to guys video add karne ke liye aap Logon Ko layer par touch karna hai. uske bad guys aap Logon ko media pe touch karna hai hai media per touch karne ke bad aapka gallery open ho jaega. aap Logon Ko Gallery se video ko select kar lena hai select karne ke bad aap Logon Ko side mein jo options show hoga unmen se blending ko chuj karna hai. blending mein aap Logon Ko screen ko select karna hai.
STEP 3
To guys ab aap logon ko aur ek border wala PNG sirf add karna hai border wala PNG add karne ke liye aap Logon Ko layer par touch karna hai uske bad guys aap log ko media per touch karna hai aapka gallery open ho jaega vahan se aap Logon Ko border wala PNG ko add kar lena hai ab guys aapka video Bankar ready ho chuka hai to aap Logon Ko Jo border wala PNG hai use full video mein kar lena hai to guys ab aapka video completely ready ho chuka hai. ab guys ise export karne ke liye aap Logon Ko opor mein jo Arrow ka sign hai vahan per click Karna hai uske bad koyi bhi format me download kar lena hai.
ALL MATERIALS DOWNLOAD LINK 👇
To dosto ajjka video kaisa laga pasand to jarur like share comment kare. And is video ko banane me koyi sa bhi problem agar ho to comment jarur kare ya to aap log Instagram pe mujhe text jarur kare me solution jarur bataunga .