happy birthday video kaise banaye / kinemaster se birthday status kaise banaye

So hey guys its me sanjib and welcome back to sk mix ,to kaise ho aaplog umeed karte hai aap sabhi bahut hi badiya honge. to guys ajj me leker aa chuka hu happy birthday special video editing. aap sabhi ka bahut jada request aa raha tha happy birthday special video lane ke liye to fainally guys aaj me leker aa chuka hu happy birthday special video editing.

to guys ajj ka jo video hai bahut hi jada amazing hai is video ka preview agar aap log dekhna chahte ho to channel ke video section me aap sabhi ko click karna hai aur same thumbnail dekhkar aap sabhi ko click karna hai aur 1st 30 second video ko dekhna hai 

to guys preview dekhne ke bad is video ko agar aap log create karna chahte ho to guys me step by step aap sabhi ko batunga sirf aap  sabhi ko last tak bane rahna hai.

follow below steps 👇

STEP 1

to guys aap sabhi ko is video ko banane ke liye first ek application ki jarurat hogi application ka naam hai kinemaster.is app ko download karne ke liye aap sabhi ko telegram pe jake  sk mix official karke search karna hai fast me jo channel ayega uspe click karke pin kiya hua milega kinemaster . to waha se aap sabhi ko download kar lena hai aur install karna hai .install karne ke bad aap sabhi ko aur ek application download karna hai beat sync .uske bad aap sabhi ko beat sync application se call me dj clip graphics ko dowonload karke kinemaster me inmstall karna hai.

STEP 2

Ab aap sabhi ko kinemaster application ko open karna hai. uske bad guys app sabhi ko 2nd wala ratio 9:16 ratio ko select karna hai aur next pe click karna hai .uske bad guys app sabhi ko ek video ka link me description and telegram channel pe provide kar dunga use download karne ke bad aap sabhi ko kinemaster me add karna hai .ab guys aap sabhi ko video pe touch karna hai ab right side me jo option show kar raha hai aap sabhi ko niche slide karna hai waha extract audio karke milega us option pe click karke audio ko extract kar lena hai .

STEP 3

Ab guys aap sabhi ko video pe touch karna hai aur 2no fingers se time line ko bada kar lena hai. ab lyrics kaha tak hai wo dekhna hai aur lyrics jaha par  khatam ho raha hai waha par aap sabhi ko kanchi pe click karke trim to right playhead kar lena hai .ab guys side me setting ke icon pe click karke editing pe touch kare uske bad fill screen pe click kare and opor me photo duration ko 0.5sec kar lena hai .ab back ana hai thik hai . uske bad guys app sabhi ko jiska birthday hai uska 5 photo media pe touch karke  select kar lena hai.

STEP 4

Ab  aap sabhi ko picture pe touch karna hai aur call me dj clipgraphics ko sabhi photo me 1and 2 effect ko add kar lena hai.uske bad guys app sabhi ko ek shadow wala png milega use layer ke  media pe click karke gallary se niche ke taraf add kar lena hai . uske bad guys app sabhi ko ek birthday png milega use bhi  layer ke media pe touch karke niche ke  tarf add kar lena hai . to guys itna tak hone ke bad aap sabhi ko ek template video add karlena hai gallry se .add karne ke bad right me jo option show kar raha hai waha se aap sabhi ko blending pe jana hai or uske bad aap sabhi ko screen ko select karna hai .

STEP 5

Ab guys sirf aap logoko ek border wala png add karna hai uske liye aap sabhi layer pe click kare uske bad media pe click kare and gallry se border wala png ko add kar lena hai. abb video banke ready ho chuka hai sirf aap logoko ise export kar lena hai 


all material download link 

guys aap sabhi ko agar is video ko banane ke liye kisi bhi tarha ka agar problem ho to sabhi mujhe instagram pe text kar sakte ho . 

to guys asa karte hai ajj ka video aap sabhi ko bahut jada pasand aya hoga .And aap sabhi se request hai ese hi pyar aur support banaye rakhe .

Sharing Is Caring:

About Author

Sk Mix Official

Hello guys welcome to our channel, In my channel you will find awesome editing tutorial, you can learn and recreate them by using your Android mobile. Hope you will join our family by subscribing to our channel

1 thought on “happy birthday video kaise banaye / kinemaster se birthday status kaise banaye”

Leave a Comment