Cute baby birthday video editing 🎂 | birthday video editing | Happy birthday video editing

 Cute baby birthday video editing 🎂 | birthday video editing | Happy birthday video editing

To hey guys it’s me Sanjib welcome back to sk mix. doston aaj ka video ka topic bahut hi jyada interesting hai. ajjke video mein ham log dekhne wale Hain ek trending cute baby birthday status video kaise banaya jata hai. agar aap log ek Birthday special video banana chahte ho to isase video ko aap logon Ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai main bahut hi simple way mein har EK step ko explain karunga taki aap log bahut hi aasani se is video ko banaa Sako. And guys video ko banane ke liye jo bhi material mein use karunga Sara kuchh aap logon Ko discription mein mil jaega To discription se aap logon Ko Sabhi material ko एक-एक karke download kar lena hai. metarial download Ho jaane ke bad aap logon Ko is video ko banane ke liye aur do application ka jarurat hoga first application ka naam hai cap cut and second application ka naam hai turbo VPN. to capcut application Ko download karne ke liye aap logon Ko video ke discription mein ek mere Telegram channel ka link milega use per aap logon click karna hai. and telegram per jakar application Ko download karna hai agar link work na karen to aap logon Ko Telegram per jana hai and vahan per search karna hai sk mix official. to Jo channel aaega use per aap logon Ko click karna hai click karne ke bad aap logon Ko channel ko join kar lena hai, uske bad aap logon Ko capcut app Ko download karna hai. Capcut application download Ho jaane ke bad aap logon Ko is application ko run karne ke liye koi sa bhi ek VPN application ka jarurat hoga, to VPN application Ko download karne ke liye Play Store per jana hai, and vahan per search karna hai turbo vpn.  Jo application aaega use per aap logon Ko download kar lena hai and uske bad install Karen uske bad open Karen. open karte hi vahan per tap to connect karke ek option so hoga use per aap logon Ko click karke VPN application ko connect kar lena hai. to guys application connect Ho jaane ke bad aap logon ko aur kuchh step follow karna hai is video ko banane ke liye to chaliye dekhte hain कौन-कौन se step hai.

FOLLOW BELOW STEPS 👇

STEP 1 

To doston first aap logon capcut application ko open karna hai, uske bad aap logon Ko create new project per touch karna hai, uske bad aapka gallery open ho jaega and gallery se aap logon ko ek 2 second ka video milega usse add karna hai, add karne ke bad aap logon Ko last mein ek ending wala water mark dekhne ko milega usko aap logon ko delete karna hai to iske liye aap logon Ko ending wale section per click Karen niche ek delete ka option show hoga use per click kar lijiye. ab aap logon Ko niche ek add audio karke option milega use per click karna hai. uske bad extracted per click karna hai and gallery se aap logon ko ek 10 second ka video milega usse touch karna hai touch karne ke bad add per touch Karen to yah Jo audio tha vah video mein add ho chuka hai ab aap logon Ko is video ko banane ke liye 9 picture ki jarurat hoga. to aap logon Ko gallery se 9 picture select karna hai uske liye aap logon Ko side mein ek plus ka icon show ho raha hoga use per click Karen. click karne ke bad aap logon Ko gallery se 9 photo add kar lena hai jisse baby ka aap log birthday status banana chahte ho.

STEP 2

to nine picture add Ho jaane ke bad Sabhi picture ko aap log ko beat ke according cut karna hai yah bahut hi simple hai aap logon Ko first se lekar last photo Tak beat ke according cut karna hai and bit note aap logon Ko video mein provide kar diya gaya hai aap log dekh kar sabhi photo ko एक-एक karke bit ke according cut kar lijiyega. Add Ho jaane ke bad aap logon Ko sabhi photo mein animation add karna hai to uske liye niche ek animation ka option show hoga use per click Karen, uske bad aap logon Ko combo per click karna hai, uske bad aap logon ko bahut sara animation dekhne ko milega vahan se aap logon Ko sirf pendulum 1 effect ko add karna hai. to guys Sabhi picture mein aap logon Ko pendulum 1 effect ko add kar lena hai. Ab aap log ko niche ek format karke option milega use per click karna hai uske bad 16:9 ratio ko select karna hai. ab aap logon Ko Sabhi picture and video ko 90 degree rotate kar lena hai right ki taraf. ab rotate Ho jaane ke bad Sabhi video and photo ko zoom kar lijiye ful screen barabar. ab aap logon Ko ek birthday PNG milega use add karna hai to uske liye aap logon Ko niche ek overlay ka option milega use per click Karenab aap logon Ko gallery se birthday wale PNG ko add karna hai.

STEP 3

Ab aap logon Ko har EK template video add karna hai uske liye overley per click Karen, uske bad add wale per click Karen ab aap logon Ko gallery se video ko select karna hai and niche ki splice karke option milega use per click karna hai, and lighten kar lena hai ab aap logon Ko isase is video ko export kar lena hai. and export karne ke bad aap logon Ko new project select karna hai uske bad aap logon Ko export kiye hue video ko select karna hai and uske bad aap logon ko format per click karna hai niche hai 9:16 karna hai ab aap logon Ko 90 degree rotate kar lena hai to doston aapka video band kar ready ho chuka hai.

DOWNLOAD ALL MATERIALS 👇

DOWNLOAD

to doston aaj ka video yehi tak tha video pasand aaye To like share and comment jarur Karen to chaliye ISI tarah ke interesting video mein.

❤️THANKS FOR VISITING ❤️

Sharing Is Caring:

About Author

Sk Mix Official

Hello guys welcome to our channel, In my channel you will find awesome editing tutorial, you can learn and recreate them by using your Android mobile. Hope you will join our family by subscribing to our channel

Leave a Comment