Capcut Status Video Editing | Viral Reels Video Editing | capcut edit tutorial
to hey guys its me sanjib. to dosto kaise ho sabhi asa karte hai sabhi bahut hi badiya ho. to guys ajj ke is video me humlog dekhne wale hai ke capcut status video editing. To guys preview mein jo video aap Logon Ne Dekhe Ho Agar use type ka sem Tu sem video uplog banana chahte ho to video ko aap Logon Ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai. main bahut hi simple way Mein Har EK step ko explain Karunga Taki aap log bahut hi aasani Se Is Tarah ka ek reels trending video banaa Sako. and guys Is Tarah ka video Banakar agar aap log Instagram reals per upload Karoge To aapka video bahut hi jyada viral hone ka chance rahata Hai. To isliye aap log video ko Bina skip kiye last Tak Dekhte dekhe. to doston Is Tarah ka video banane ke liye aap Logon Ko do application ka jarurat Hoga first application ka naam hai Turbo VPN . to is application ko aap Logon Ko download karne ke liye play store mein jana hai. play store mein jaane ke bad likhna Hai Turbo VPN Karke to first mein jo application aaega use application ko aap Logon Ko download kar lena hai. and download karne ke bad install Karen Uske bad open Karen open karne ke bad aap Logon Ko vahan per Ek button dekhne ko milega tap to connect Karke. to is tap to connect button per aap Logon Ko click karna hai. and ise 100% Tak hone dena hai. to guys aap log dekhoge jo VPN Hai vah connect ho chuka hai. ab guys aap logon ko aur ek application download karna hai to application ka naam hai cap cut .to capcut application Ko download karne ke liye aap Logon Ko Telegram channel per jana hai. and vahan se aap Logon Ko download karna hai. Telegram channel Channel ka naam hai SK mix official to aap log Telegram per search karne ke bad Jo channel aaega use per click karne ke bad aap Logon Ko capcut application Ko download karna hai.
FOLLOW BELOW STEPS 👇
STEP 1
To doston Is Tarah ka video edit karne ke liye aap Logon Ko first mere discription mein jana hai vahan se aap Logon Ko do video Milega use donon video ko aap Logon Ko download kar lena hai. download karna bahut hi simple hai sirf aap Logon Ko link per click karna hai uske bad aap Logon Ko ek website open ho jaega. and vahan per niche ki taraf aap Logon Ko download all material Karke option milega to use per touch karne ke bad aap Logon Ko donon video ko download kar lena hai. Is Tarah ka video banane ke liye capcut application ko open Karen. Uske bad new project per touch Karen. Uske bad aap log dekhoge ji aapka gallery open ho chuka hai to Gallery se aap Logon Ko first Wale video ko select karna hai. select karne ke bad ise add Kar Lijiye to guys a video 4 second ka video hai. to is video ko add karne ke bad aap Logon Ko side mein ek plus ka option show hoga. use per click karna hai click karne ke bad aap Logon Ko Yahan per Apne gallery open ho jaega. and Gallery se aap log Jiska status banana chahte ho uska 10 photo ko Yahan per add karna hai. to add karna bahut hi simple hai sirf aap Logon Ko picture Mein Kone Mein Ek circle ka sign hoga use per click Karen and Aise Karke aap Logon Ko 10 photo ko select karna hai. ab Jo fast 4 second wala video Hai usmein audio hai to audio ke aap Logon Ko mute karne ke liye niche Ek volume ka option hai use per aap Logon Ko click karna hai. click karne ke bad aap Logon Ko Jo volume ka option hai usko zero Mein kar lena hai. to Itna Tak hone ke bad aap Logon Ko Sabhi 10 photo mein animation dena hai. to animation dene ke liye aap Logon Ko side mein ek animation ka option so Hoga use per click karna hai. uske bad guys aap Logon Ko combo per touch karna hai and Uske bad aap Logon Ko distort left per touch karna hai. ab guys aap Logon Ko next wale photo mein touch karna hai. touch karne ke bad animation per touch karna hai. and Uske bad aap logon ka touch karna hai and Uske bad aap logon ko distort right ko add kar lena hai.
STEP 2
To doston ab aap Logon Ko sabhi photo mein animation dena hai to uske liye aap Logon Ko Har ek photo per click karna hai. click karne ke bad aap log ko animation per click karna hai. uske bad combo per click karna hai and aap Logon Ko Yahan per bahut Sare animation dekhne ko milega aap Logon Ko sabhi photo mein एक-एक Karke animation add kar lena hai. to aap log distort right and distort left ko use kar sakte ho. to animation add hone ke bad aap log ko sabhi photo ke beat ke according cut karna hai. to cut karne ke liye fast photo per upload click Karen Uske bad Jahan per bhi Thoda Sa Bhi Utha Hua Jagah aap Logon Ko dekhne ko milega vahan per beat hai. to guys aap Logon Ko first Jo Utha Hua Jagah hai usko Chhod Kar second Utha Hua Jagah per aap log cut lagana hai. picture per and right side wala picture ka hissa aap logon ko delete karna hai. aap Logon Ko fir se next picture Mein first bit ko chhodkar second Mein cut lagana hai and Uske bad guys and picture ka delete kar lena hai and Aisa Karke gais aap Logon Ko sabhi photo ko Weet ke according cut kar lena hai yah bahut hi simple hai sirf aap Logon Ko second wale jo bhi Uthe Hue Jagah Dikhe likhane ko milega Sabhi per aap log एक-एक Karke cut karne ke bad picture ka duration utna Tak Hi Rakh lijiyega.
STEP 3
To guys Itna Tak hone ke bad aap log ko niche Ek audio ka option Milega use per click karne ke bad aap Logon Ko extracted Karke Ek option milega use per click karna hai. use per click karne ke bad aapka gallery open ho jaega and Gallery se aap Logon Ko 10 second wale ek video milega usse aap Logon Ko touch karna hai. uske bad add per click karna hai to Yahan per aap log dekhoge jo music hai vah aapka successfully add ho chuka hai video mein. Ab guys aap log ko aur ek video Milega use add karna hai to add karna bahut hi simple hai sirf aap Logon Ko niche Ek over Lekar ke option milega use per aap Logon Ko click karna hai click karte hi aapka gallery open ho jaega. and Gallery se aap Logon Ko video ko touch karna hai. jo aap Logon Ne discription Se download kiya ho. to guys Jo video per up log click ki ho Uske bad add per click Karen. to yah aap Logon ke project mein add ho jaega. ab iska duration aap Logon Ko video Jitna tak hai utna Tak Rakhna Hai. To uske liye aap Logon Ko last Mein jaaiye jaane ke bad template video ko speed Kar Lijiye donon is Samay ka button niche aap Logon Ko Mil jaega Uske bad aap Logon Ko niche Ek option Milega is splice Karke use per touch karna hai. touch karte hi aap logon ko lighten karke option Milega use per click kar lena hai. click karte hi yah aapke video mein add ho jaega. ab guys last Mein Ek ending wala portion Rahega usse aap logon ko delete karna hai. to delete karne ke liye aap Logon Ko ending wale portion per touch Karen. and niche delete Milega aap Logon Ko use per aap Logon Ko click karna hai. click karte hi ending wala portion delete ho jaega. to guys Aapka Jo video hai ban kar ready ho chuka hai. aap Logon Ko is export karne ke liye Upar Mein Ek Arrow ka button milega use Arrow ke button per aap Logon Ko click karna hai. click karne ke bad aap log koi sa bhi format Mein ise export kar sakte ho.
ALL MATERIAL DOWNLOAD LINK ⤵️
To doston aaj ka video Tak video aap Logon Ko Agar Pasand Aaye To ek like Jarur kariyega channel per aap log naye ho to Channel ke sath Jude Rahe aise hi aur interesting videos dekhne ke liye. and doston Is Tarah ka video banane ke liye aap logon ko koi sa Bhi dikkat Ho ka Samna agar aap Logon Ko karna Pade to aap log Mujhe Instagram per text kar sakte ho main Sabko reply karta hun. to chaliye ISI Tarah Ke interesting video ke sath Milte Kisi next video mein.