Baby Birthday Video Editing 🎂 | Happy birthday video editing | kids birthday video editing

Baby Birthday Video Editing 🎂 | Happy birthday video editing | kids birthday video editing

 To doston kaise ho Sabhi Asha karte ho Sabhi bahut hi badhiya ho aaj ka video bahut hi jyada interesting hai is video mein ham log dekhne wale Hain Ki Ek cute baby ke upar birthday status video kaise banaya jata hai agar aap log Ek cute baby Birthday special video banana chahte ho to is video ko Dhyan se aap Logon Ko last Tak dekhna hai. To doston aap Logon Ko Agar is video ko banana hai to and Tak last Tak Dekhen aap Logon Ko is video ko banane ke liye kinemaster application ka jarurat hoga and kind Master application Ko download karne ke liye aap logon ko mere Telegram channel per jana hai. Agar doston aap log mere discription se Diye Hue link per click Karte Ho To Agar link expire Karke a raha hai to aap Logon Ko sirf Telegram per jana hai vahan per search karna hai SK mix official Uske bad Jo channel aaega vahan se aap Logon Ko kinemaster application Ko download kar lena hai download karne ke bad use install Karen Uske bad aap Logon Ko open karna hai and gais is video ko banane ke liye aap logon ko ek project download karna hai jo discription Mein Diye link per click karne ke bad aap Logon Ko Mil jaega to discription Mein Diya Hai link per click Karke materials Ko download Kar Lijiye and Uske bad aap Logon Ko kinemaster application ko open karna hai. 

FOLLOW BELOW STEPS 👇

STEP 1

To doston Is Tarah ka ek cute baby ke upar birthday video banane ke liye first aap Logon Ko kine Master application ko open karna hai uske bad aap Logon Ko create new per click karna hai uske bad aap logon ko bahut Sare ratio so hoga unmen se aap Logon Ko second Wale reshiyo Ko select karna hai to 9:16 ratio ko aap Logon Ko select karna hai select karne ke bad Upar mein aap Logon Ko import Karke Ek option so hoga use import per click karne se pahle aap Logon Ko ek project link discription Mein Diye Hue link Se download karna hai download karne ke bad aap Logon Ko import project per touch Karen touch karte hi yah aapke file Manager mein open ho jaega Uske bad guys aap log Ko download kiye Hue project Ko dhundhna Hai To dhundhne ke liye aap Logon Ko simply project ka naam Dekhkar use type kar lena hai to project Milte Hi aap Logon Ko click kar lena hai click karne ke bad aap Logon Ko yah kind master Mein redirect Karega Uske bad aap log vahan per dekh paoge bahut Sare layer pahle se hi add hai to gais aap Logon Ko sirf Kuchh chijen add karna hai add Kuchh changes karna hai is video ko banane ke liye to first aap Logon Ko Yahan per dekh sakte ho ek baby ka picture add kiya gaya hai To is baby ke picture ke Jagah  Gallery se aap Logon Ko jis picture ka aap Logon Ne background remove kiye ho use picture ko select karna hai to aap log dekhoge jo picture tha vah successfully aapke Khud Ke baby ke picture ke sath change ho chuka hai to ab sirf aap logon ko aur kuchh step follow karna hai bus aapka video Bankar ready ho jaega. 

STEP 2

Ab guys aap Logon Ko ek template video add karna hai add karne ke liye aap Logon Ko side mein ek layer ka button show ho raha hoga use aap Logon Ko click karna hai first Uske bad aap Logon Ko media per click karna hai uske bad aapka Jo gallery Hai vah open ho jaega galat se aap Logon Ko download kiye Hue template video ko dhundhna hai to template video Milte Hi aap Logon Ko use per click karna hai click karne ke bad aap Logon Ko kinemaster Mein yah open ho jaega Uske bad guys aap log ko isase niche ki taraf set karna hai uske bad aap Logon thoda sa ise zoom karna hai zoom karne ke liye aap Logon Ko donon finger ka use karna hai ya to gais niche Ek Arrow ka button hai use per click Karke aap logon ko thoda sa khinch lena hai to yah Jo template Hai vah zoom ho jaega To zoom Ho Jaane ke bad aap log kaise bich position Mein set Karen Uske bad aap Logon Ko side Mein Kuchh option to Hoga unmen se aap Logon Ko blending option ko chuj karna hai and blending per touch karne ke bad aap Logon Ko vahan per screen Karke Ek option so Hoga use per click karna hai aap log dekh paoge Jo blank background tha vah remove ho chuka hai video mein audio hai to use mute karna hai mute karne ke liye aap Logon Ko offer Mein Ek option so Hoga mixture Karke use per aap Logon Ko click karna hai click karte hi offer Mein Ek Mike ka symbol hoga use per aap Logon Ko Touch Karke use off kar lena hai. 

STEP 3

To guys ab sirf aap logon ko ek border wala PNG add karna hai uske bad aapka video Bankar ready ho jaega border wala PNG add karna bahut hi simple hai sirf aap Logon Ko layer per touch karna hai uske bad media per touch karna hai uske bad aapka gallery open ho jaega and Gallery se aap Logon Ko download kiye Hue border pinji ko touch karna hai touch karne ke bad yah kind master mein open ho jaega Uske bad ise aap Logon Ko ful screen karna hai ful screen karne ke liye aap Logon Ko side mein ek option so Hoga split screen Karke use per touch Karen Uske bad second wale option ko select Karen ya to gais aap log khinch Kar Bhi isase ful screen kar sakte ho band kar ready ho chuka hai ab aap logon ko aur kuchh bhi nahin karna hai is video mein sirf aap Logon Ko is video ko export karna hai uske liye Upar mein jo Arrow ka sign hai use per click Karen click karne ke bad koi sa bhi format mein aap Logon se export kar lena hai. 

PROJECT & MATERIALS LINK ⤵️

DOWNLOAD

To doston aaj ka video aap Logon Ko kaisa laga Pasand Aaya Hai To ek like Jarur kariyega and gais aap log Agar channel per first time visit kar rahe ho to aap log Jaan Ke Sath Jude Jarur Rahe and aap Logon Ko Agar yah video Pasand Aaye To Share bhi kar dijiyega Apne doston ke sath to Chaliye doston ISI Tarah Ke interesting video ke sath Milte Kisi next video mein. 

Sharing Is Caring:

About Author

Sk Mix Official

Hello guys welcome to our channel, In my channel you will find awesome editing tutorial, you can learn and recreate them by using your Android mobile. Hope you will join our family by subscribing to our channel

Leave a Comment