aapke aa jane se reel video editing | Reels Viral Video Editing | Instagram Reels Video Tutorial
to doston swagat hai aap sabhi ka Apne channel SK mix per. doston aajka video ka topic bahut hi jyada interesting hai is video mein ham log dekhne wale Hain ki ek reels trending status video kaise banaya jata hai. agar aap log Instagram reels trending status video banana chahte ho to is video ko aap logon Ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai. aap log agar is video ko last Tak dekhte Ho to aap log sirf video ko bahut hi aasani se banaa sakte ho. video ko banane ke liye jo bhi material ka main use karunga Sara kuchh aap logon Ko discription mein mil jaega. to discription mein diye hue link per click Karen and click karne ke bad aap logon ko ek website open ho jaega and website ke niche ki taraf aap logon Ko download karke ek option milega use per click karke aap log material Ko download kar le. download karne ke bad aap logon Ko 2 application ka jarurat hoga is video ko banane ke liye ek application ka naam hai turbo vpn aur ek application ka naam hai cap cut. 2 application ko aap logon Ko download karne ke liye first application aap logon Ko play store mein mil jaega turbo VPN ya to guys aap log is video ke discription mein diye hue link per click karke bhi download kar sakte ho. and download karne ke bad aap logon Ko tap to connect kar lena hai. to guys connect karna bahut hi simple hai sirf aap logon Ko tap to connect option per click karna hai. click karte hi aapke mobile mein bhi vpn connect ho jaega. aap logon Ko capcut application Ko download karna hai cap cut application ka link mere telegram channel per aap logon Ko mil jaega. telegram channel ka agar aap logon Ko link na Karen discription mein diye hue Jo link hai vah agar kam na Karen to aap log telegram per jakar search kar sakte ho SK mix official to search karne per Jo channel aaega use per aap logon click karna hai. click karne ke bad aap logon Ko capcut application ka link vahan per mil jaega to capcut application Ko download Karen download karne ke bad aap logon Ko ise install karna hai. uske bad open karna hai to open karne ke bad aap logon Ko kuchh simple sa step follow karna hai isase video ko banane ke liye to chaliye dekhte hain कौन-कौन se vah step hai.
FOLLOW BELOW STEPS 👇
STEP 1
to doston is tarah ka ek Instagram reels trending video banane ke liye first aap logon Ko capcut application ko open karna hai. uske bad aap logon Ko upar mein ek option so hoga create new project karke use per aap logon Ko click karna hai. click karte hi aapka gallery open ho jaega and gallery se aap logon Ko 19 photo select karna hai. to jis photos per aap log status banana chahte ho gallery se aap log vah 19 photo select kar lijiye photo select karne ke bad niche aap log ek option show Karega format karke use per click Karen. click karne ke bad aap log ko ek ratio karke milega use per click Karen uske bad aap logon Ko file is 28 reshiyo per select karna hai. select karne ke bad aap logon Ko sabhi photo ko zoom karna hai zoom karna bahut hi simple hai sirf photo per click Karen donon finger se and zoom kar lijiye zoom karne ke bad aap logon Ko Fit screen karna hai. uske bad guys aap logon Ko sabhi photo ko beat ke according cut karna hai yah bahut hi simple sa step hai sirf aap logon Ko dekhna hai kaise kiya jata hai. to beat note aap logon Ko main provide kar diya Hun video mein use dekhkar aap log har photo ko beat ke according cut kar sakte ho. to first photo ka duration aap logon Ko rakhna Hai 1.8 second uske bad 6 photo ko 0.5 second Tak karna hai. uske bad ke ek photo ko ek second karna hai and uske bad 6 photo ko 0.5 second Karen uske bad FIR aap logon ko ek photo ko ek second Tak karna hai and next ke jitne bhi photo hai sabhi ko 0.5 kar lijiye.
STEP 2
to guys itna Tak hone ke bad aap logon Ko sabhi photo mein animation add karna hai. animation add karne ke liye niche ek option hoga animation ka use per click Karen click karne ke bad aap logon Ko first photo mein second wale animation ko add karna hai. uske bad ke next 6 photo mein aap logon Ko pendulum 1 effect ko add karna hai uske bad aap logon ko ek photo mein pendulum 2 ko add Karen. uske bad ke 6 photo mein pendulum 1 ko add Karen uske bad aap logon Ko next photo mein pendulum 2 affect ko add karna hai. and uske bad jitne bhi photo hai sabhi photo mein pendulum effect ko add kar lijiye.
STEP 3
to guys itna Tak hone ke bad aap logon Ko Jo 1 second ka photo hai do use per aap logon Ko ek effect add karna hai. to effect add karne ke liye niche ek option so hoga effect karke use per click Karen click karne ke bad aap logon Ko vahan per ek option milega rolling film karke use per aap logon Ko click karna hai. click karne ke bad aap logon Ko use ek second ke video per video ke niche add karna hai use per aap logon Ko copy karke use photo ke niche animation ko add karna hai. ab guys aap logon ko aur is video mein kuchh nahin Karna Hai aapka video Bankar ready ho chuka hai ise export karne ke liye aap logon Ko oper mein ek Arrow ka sign milega use per click karne ke bad aap log koi sa bhi format mein export kar lijiye.
DOWNLOAD ALL MATERIALS 👇
to doston aaj ka video aap logon kaisa laga agar pasand aaye to ek like kariyega and channel per aap log naye ho to subscribe karke BEL icon ko jarur press kar lijiyega. to chaliye doston ISI tarah ke interesting video ke sath milta Hai kisi next video mein.