Birthday special status video kaise banaye | Birthday status video editing | birthday video editing

 To doston kaise ho Sabhi Asha Karte Hain Sabhi bahut hi badhiya ho. aaj ka jo video ka topic hai bahut hi jyada interesting hai. is video mein ham log dekhne wale Hain Ek Happy Birthday wala status video kaise banaya jata hai. aap Logon Ko Kuchh simple Sa steps follow karna hai jo step Mein Aage aap Logon Ko batata hun. and guys Dhyan mein rahe aap Logon Ko video ko skip nahin karna hai. aap log Agar video ko skip Karoge To aap Logon Ko is video ko Banane mein bahut sara taklifon ka Samna karna pad sakta hai. to guys is video ko Bina skip ki last Tak Jarur Dekhen. and Is Tarah ka birthday video aap log Apne chahane Walon ke liye Banakar Apne Whatsapp ya Facebook status per lagakar surprise kar sakte ho. 

FOLLOW ALL BELOW STEPS

STEP 1

To doston Is Tarah ka birthday status video banane ke liye aap Logon Ko 2 application ka jarurat Hoga first application ka naam hai  capcut. and second application ka naam hai Turbo VPN. to capcut application Ko download karne ke liye aap Logon Ko Telegram per jana hai wahan per search karna hai sk mix official. to vahan per aap Logon Ko Jo channel aaega use per click Karke aap Logon Ko files per jana hai and vahan se aap Logon Ko capcut  application Ko download kar lena hai. download karne ke bad install Karen install karne ke bad open Karen. Uske bad guys aap logon ko aur ek application download karna hai application ka naam hai Turbo VPN. use application ko aap logon ko mere discription mein link Hai vahan se aap log click Karke download Karen. Uske bad open Karen open karne ke bad aapko ko tapto connect Mein click karna hai. uske bad guys aap Logon ke capcut application ke Wapas aana hai vahan per aap Logon Ko create new Karke Ek milega usko aap log click Karen. click karne ke bad aap Logon Ko vahan per Ek first video add karna hai 3 second ka . to Sabhi material aap Logon Ko download karne ke liye discription Mein Diye Hue link per click karna hai. and vahan se aap Logon Ko is video ko banane ke liye jitne bhi material ka use Mein kar raha hun sabhi ko aap Logon Ko download kar lena hai. to first aap Logon Ko add karna hai audio.audio add karne ke bad music Hai To usko mute karne ke liye third Mein Ek option Milega volume Karke use per click Karke aap Logon Ko volume Ko zero kar lena hai. ab guys aap Logon Ko Niche add audio Karke Ek option milega Uske bad guys aap Logon Ko overlay per touch karna hai. and vahan se aap Logon Ko extracted per touch karne ke bad video se audio ko extract kar lena hai. audio start ho jaane ke bad aap Logon Ko 8 photo select karna hai. to aap log Apne Gallery se aath photo ko select Kar Lijiye. select karne ke liye aap Logon Ko add overley  per touch karna hai. and vahan se aapka gallery open ho jaega and Gallery se aap log 8 photo ko select Karen. select karne ke bad sabhi photo ko aap Logon Ko beat ke according cut karna hai.

STEP 2

To guys fast photo ka duration Hoga 1.2 and Uske bad jo bhi picture hai 7 picture ka aap log ko duration Rakhna Hai 1.5sec. To Aise Karke aap Logon Ko 8 photo ko beat ke according cut kar lena hai. to beat ke according cut hote hi aap Logon Ko Har Ek picture Mein animation dena hai to animation dene ke liye aap Logon Ko niche ka option show Karega animation Karke use per click karne ke bad aap Logon Ko sabhi photo mein distort bleft and distort right ko select karke sabhi photo mein add kar lena hai. to guys aap log dekhoge sabhi photo mein animation lag chuka hai. aap log Chaho to Koi Aur Sa bhi animation use kar sakte ho. vahan per bahut sara animation aap Logon Ko dekhne ko Milega. To aap log Apne man mutabik koi sa bhi animation add kar sakte ho. to animation add Ho Jaane ke bad guys aap logon ko ek video add karna hai. to video add karne ke liye aap Logon Ko niche ek option milega  use per click karna hai. click karne ke bad aapka gallery open ho jaega. and Gallery se aap logon ko ek video ko add karna hai jo video ka link main discription Mein provide kar dunga. to add karne ke bad use video ko ful screen Kar Lijiye. last Tak karna hai and extra part ko trim kar lena hai. aap Logon Ko Ek option Milega is splice Karke use per click karne ke bad aap Logon Ko lightein per click karna hai. to guys aap log dekhoge jo background tha vah remove ho chuka hai.

STEP 3

Ab guys aap logon ko ek Birthday wala PNG milega use add karna hai to add karne ke liye aap Logon Ko sem process follow karna hai. first aap Logon Ko overlay per touch karna hai uske bad add overley per touch Karen. and vahan se aap Logon Ko Gallery se birthday wala PNG ko add kar lena hai. add karne ke bad aap Logon Ko niche ki taraf Kone Mein set karna hai ise thoda sa aap log Jhoom bhi kar sakte ho. Uske bad guys aap logon ka video Jo Hai Bankar ready ho chuka hai To fir aur ready hone ke bad aap Logon se export karna ke liye opor Mein Ek option hoga to use per click karne ke bad aap Logon Ko video ko export kar lena hai.

DOWNLOAD ALL METERIAL LINK👇

           DOWNLOAD

To doston aaj ka video Yahi Takta video kar Pasand Aaye To like Karega. and aise hi support banae rakhen Taki main aise hi videos aap Logon ke liye lagatar late Rahu. and guys is video ko banane ke liye koi Kisi bhi Tarah ka Agar problem ho to aap log comment ya to Instagram per Mujhe text kar sakte ho. to chaliye interesting video ke sath To Milte Hain Kisi next video me.

Sharing Is Caring:

About Author

Sk Mix Official

Hello guys welcome to our channel, In my channel you will find awesome editing tutorial, you can learn and recreate them by using your Android mobile. Hope you will join our family by subscribing to our channel

Leave a Comment