Capcut Birthday Video Editing | Birthday video editing capcut | Capcut Video Editing
to hey guys its me sanjib. welcome back to sk mix.dosto kaise ho sabhi asa karte hai sabh bahut hi badiya ho,guys ajjka video bahut hi jada intersting hai is video me hum log dekhne wale hai birthday satus video kaise banaye agar aap log is video ko banana cahhte ho is video ko ap logo ko bina skip kiye last tak dekhna hai. is video ko bnanae me jo materials ka me use karunga sabhi aap ko description se diye huye link nse download kar lena hai. and dosto is video ko banane ke liye app logo 2 app ki jarurat hoga 1st app ka nam hai turbo vpn. to is app ko download karne ke liye aap logo ko playdstore me jana hai and waha par aap logo ko search karna hai turbo vpn jo app 1st me ayega us app ko aap logo ko download kar lena hai uske bad install kare and uske bad app logoko is open karna hai.open karte hi app logo ko waha par ek tap to connect karke option raega use aap logoko touch karna hai. uske bad guys app logoko aur ek app download karna hai application ka naam hai capcut. to is app ko download karne ke liye ap logo ko mere teligram channel pe jana hai and waha par aap logo ko capcut application mil jayega waha se aap logoko capcut app ko download karna hai uske bad install kare uske bad aap logo ko app open karna hai.
FOLLOW BELOW STEPS 👇
STEP 1
to dosto is tarha ka video banane ke liye app logoko 1st capcut aap ko open karna hai uske bad aap logoko create new par click kana hai uske bad aap logo ko gallery se 1st k lyrics video ko select karna hai. uske bad guys side me ek plus ka sign hoga to us par aap lgoko touch karna hai and ap lgo ko gallery se 12 photo select karna hai jiska aap log birthday tatus banana chahte ho. to 12 photo select karne ke bad aap logo ko last me ek ending wala portion rahega use aap logo ko delete kar lena hai. delete karne ke liye app logo ko niche ek delete ka option milga us par touch karke delete kar lena hai. Uske bad guys niche ek format karke option milega us par aap logo ko click karna hai uske bad aap logo ko 5:8 ratio select karna hai.Uske bad guys aapp logo ko sabhi photo ko zoom kar lena hai. Zoom karne ke liye app logo ko 2no finger se zoom karna hai. Zoom karne ke bad guys aap lyrics wale video ko bhi zoom kar lena hai itna tak hone ke bad aap logo ko niche ek opotion show hoga add audio karke uspar aap logo ko click karna hai uske bad guys aap logo ko extracted pe touch karna hai uske bad guys aap ka galley open ho jayega. To gallery se aap logo ek video milega use select karna hai uske bad add pe click karna hai.
STEP 2
To guys itna tak hone ke bad aap logo ko sabhi photpo ko beat ke accroding cut kar lena hai. iske liye guys aap logo 1st photo pe click karna hai. uske bad aap logoko sabhi phoyo ka duraion .5 sec kakre kar lena hai. ya to dosto jaha par bhi uthe hue jaga hai waha par aap logo ek karke cut lagana hai. ese karte karte aap logoko sabhi photo ko beat ke accroding cut kar lena hai. ab app logo ko ek shadow wala png add karna hai. shadow wala png add karne ke liye aap logoko nice-he ek option milega overley karke uspar aap logo ko click karna hai.. add overley pe click kare uske bad guys appka gallery open ho jayega and gallery se app logoko shadow wale png ko add kar lena hai png add ho jane ke bad aap logo nko aur ek png add karna hai happy birthday wala ise add karne ke liye aap logo ko fhirse overley pe touch karna hai uske add overley pe click karna hai. uske bad gallery se app lgo ko birthday wala png ko ad kar lena hai. uskebad niche ke taraf set kare add ise kich ka video ke laqst tak kar lena hai. add guys niche ekoptin hoga splice karke uspe click karne ke bad app logo ko burn pe click karna hai.click karte hai white background remove ho jayega .
STEP 3
to guys aap logo ek temlete video add kar lena hai. add karne ke liye overley pe click kare uske bad appl logo ko gallery se templete video ko select karna hai. uske bad splice pe click karne ke bad aap logo ko lighten pe click karna hai . to guys aap ka video bankar ready ho chuka hai aap logo o ko ise export karne ke liye opor me jo arrow ka sign hai uspar click karna hai. and koyi sa bhi format me export kar lena hai.
ALL MATERIAL DOWNLOAD LINK 👇
to dosto ajjka video yehi tak tha ajjka video agar pasand aya hai to ek like jarur kare and is video ko banae me koyi sa dikakkat ho to instagram pe mujhe text nkar sakte ho.to dosto chaliye milte hai isi tarha ke video ke sath next video me.
Hemsagarn06@gmail.com
Very nice video