To dosto kaise ho sabhi to doston aaj ke is video mein ham log dekhne wale Hain Ki Ek ramnavami special 3D video kaise banaya jata hai. agar aap log Is Tarah ka 3D ramnavami special video edit karna chahte ho to guys aap Logon Ko video ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai. and guys aap Logon Ko is video ko banane ke liye jo bhi material ka jarurat hoga Sabhi aap Logon Ko description Mein Diye Hue link Se download kar lena hai. and guys is video ko banane ke liye aap logon ko ek application ka jarurat hoga application ka naam hai kine master to kine Master application ko agar aap log download karna chahte ho to guys aap Logon Ko Telegram per jana hai and vahan per search karna hai SK mix official. Jo channel aaega Mujhmein per click Karen click karne ke bad aap Logon Ko Upar Mein pin Kiya hua kine master mil jaega . To guys aap Logon Ko Is Tarah ka video banane ke liye sirf kuch step ka follow karna hai jo bhi step hoga woh niche hai.
Follow below steps 👇
STEP 1
To doston dekhiae Is Tarah ka video banane ke liye first kinemaster application ko open Karen. Uske bad guys aap Logon Ko fifth number wala ratio 4:5 ko select karna hai. select karte hi aap Logon Ko thoda sa niche slide karna hai slide karte hi aap Logon Ko vahan per Ek option so hoga. to option jo hai import project kine file use per aap Logon Ko touch karna hai. Touch karne se pahle aap Logon Ko discription Mein Diye Hue link se aap Logon Ko project Ko download kar lena hai. uske bad guys import project kine file per aap Logon Ko touch karna hai touch karte hi Aapka file manager open ho jaega. and vahan per aap Logon Ko download kiye Hue project Ko dhundhna Hai Uske bad aap log Ko download kiye Hue project per touch karna hai. uske bad guys aap log dekhoge yah kine master Mein redirect Karega and aap Logon Ko vahan per Sab Kuchh Bane Banaya milega. vahan per aap Logon Ko jitne bhi layer dekhne ko milega Sabhi layer ko aap log change kar sakte ho aapke Khud ke picture ke sath man Lijiye aap log Agar Ram Ji Ka Photo Ko change karna chahte ho to aap logon ko Ram ji ke photo per click karna hai. Use option per touch karne ke bad aap logon ka jo gallery Hai vah open ho jaega and vahan se aap logon ko koi dusra picture select kar lena hai. to guys Yahan per Ram ji ka do photo hai to aap log Chaho to donon photo ko koi aur photo ke sath change karke sakte ho and aap log Agar Chaho to Yahan per Jo Temple ka photo hai usse bhi change kar sakte ho. change karne ke liye sample Step follow karna hai sirf Temple wale photo per click Karen Uske bad aap Logon Ko Upar Mein Jo Ek option hoga use per click karne ke bad aapka gallery open ho jaega. and vahan se aap log man Chahe Kisi Aur Temple ya Kisi Aur photo ko select kar sakte ho.
STEP 2
To guys Is Tarah Se aap log Sabhi picture ko change kar sakte ho Apne Khud ke picture ke sath. and Itna Tak hone ke bad aap logon ko aur kuchh step follow karna hai jaise ki doston aap Logon Ko first Ek Ram Navmi wala PNG milega usko add karna hai to add karne ke liye aap Logon Ko first layer par touch karna hai uske bad media per touch karna hai. Uske bad guys aap logon ka gallery open ho jaega and Gallery se aap Logon Ko ramnavami wala PNG photo ko select karna hai. select karte hi kinemaster Mein yah add ho jaega add hone ke bad aap Logon Ko ise koi sa bhi position Mein set kar sakte ho. and Uske bad side Mein Kuchh option show Hoga unmen se aap Logon Ko blending Ko dhundhna Hai. and blending per touch karne ke bad aap Logon Ko screen kar lena hai.
STEP 3
Ab guys aap logon ko ek video add karna hai to video add karne ke liye aap Logon Ko sem process follow karna hai. First layer per touch karna hai. uske bad media per touch Karen and Uske bad aap logon ka gallery open ho jaega. and Gallery se aap Logon Ko download kiye Hue template video ko select karna hai. uske bad guys aap Logon Ko Aise ful screen karna hai. ful screen karne ke bad aap Logon Ko side mein jo option Hoga unmen se blending per touch karne ke bad screen per touch karna hai. to guys Itna Tak hone ke bad aap Logon Ko sirf aur ek border wala PNG hai use add karna hai. use add karna bhi aap log sem process se kar sakte ho Jaise aap Logon Ko first layer per touch karna hai uske bad media per touch karna hai and Gallery se aap Logon Ko border wala PNG ko add karna hai. add hone ke bad ise ful screen karna hai and side mein jo option Hoga unmen se blending per touch karne ke bad screen per touch karna hai. and is khickar app Logon Ko video ko last Tak kar lena hai. to guys Aapka Jo video hai Bankar ready ho chuka hai. ab guys aap log Agar isase export karna chahte ho to Upar Mein Diye Hue Arrow Ke Jo sign hai use per click Karen and aap logon ko koi sa bhi format Mein ise export kar sakte ho.
PROJECT DOWNLOAD LINK ⤵️
To doston aaj ka video Yahi Tak Tha video Agar Thoda Sa Bhi Pasand Aaye To ek like Jarur kariyega and aap log Agar video ko create karne mein koi sa bhi dikkat Ho to aap log Mujhe Instagram per text kar sakte ho. main Sabko reply karta hun. to Asha Karte Hain Aaj ka video aap logon ko bahut jyada Pasand aaega to Chaliye doston ISI Tarah Ke interesting video ke sath Milte Kisi Aur video mein.