3D Ram Navami Special Video Editing | Ram Navami Special Video Editing | Kinemaster Editing

 To hello guys kaise ho Sabhi Asha Karte Hain Sabhi bahut hi jyada badhiya ho. aaj ka video ka topic bahut hi jyada interesting hone wala hai. is video mein ham log dekhne wale Hain ke ramnavami special Ek 3D video aap log kaise banaa sakte ho. ise banana bahut hi simple hai aap Logon Ko sirf Kuchh steps follow karna hai and video ko Bina skip kiye last Tak dekhna hai and video mein jo bhi material Main use karunga Sara Kuchh aap Logon Ko discription Mein Diye Hue link Se download kar lena hai. Is video ko banane ke liye sirf aap logon ko ek application ka jarurat hoga application ka naam hai kinemaster. to kinemaster application Ko download karne ke liye aap Logon Ko Mere Telegram channel per jana hai to Telegram jaane ke liye aap Logon first Telegram application ko open karna hai open karne ke bad aap logon ko search karna hai sk mix official. vahan per Jo channel aap Logon first Mein show Karega use per click karna hai click karte hi aap log dekh paoge pin Kiya Hua Hai kinemaster. to vahan se kinemaster ko download karna hai first. Uske bad install Karen Uske bad guys aap log kinemaster application ko open Karen. 

FOLLOW BELOW STEPS 👇

STEP 1

To doston kinemaster application ko open karne ke bad aap Logon Ko first second wala ratio 9:16 ko select karna hai. Uske bad guys aap Logon Ko oppr Mein Ek next ka option show Karega use per click karna hai click karte hi aap Logon Ko first media per touch Karna hai. media per touch karte hi aapka gallery open ho jaega and Gallery se aap Logon Ko first ek video select karna hai. To video ko select karte hi kine master mein add ho jaega. video ko thoda sa aap Logon Ko zoom karna hai to zoom karne ke liye opor Mein Ek option show Karega pan n room ka to use per touch Karen and vahan se aap Logon Ko donon finger Se video ko zoom kar lena hai. uske bad guys equal ke sign per touch Karen. Uske bad applogo ko PNG milega use add karna hai. to add karne ke liye layer per touch Karen Uske bad media per touch Karen and Gallery se aap Logon Ko first Ek picture ko select karna hai. use picture ko aap Logon niche ki taraf add kar lena hai and black background remove karne ke liye aap Logon Ko side Mein Kuchh option to Hoga unmen se blending Ko dhundhna Hai. and blending per touch karne ke bad screen kar lena hai. ab guys aap logon ko Ram ji ka ek photo Milega use add karna hai . add karne ke liye fir se aap Logon Ko layer per touch karna hai uske bad media per touch karna hai ab Gallery se aap Logon Ko Ram Ji Ka Photo Ko select karna hai. aap Logon Ko set kar lena hai to iske liye animation de dena hai. 

STEP 2

Ab guys aap log ko aur ek Ram ji ka photo use select karna hai. To select karne ke bad use bhi aap Logon Ko add karna hai. and isase bhi aap Logon Ko sem process se animation dena hai to aap Logon Ko animation dene ke liye Chabi ke icon per touch Karen and vahan se aap Logon Ko plus ka icon per touch karna hai. and ise aap Logon Ko left se right kab tak animation de dena hai to guys animation dene ke bad aap Logon Ko Yahan per Ek ped wala PNG milega usse aap Logon Ko add karna hai. add karne ke bad aap Logon Ko isase Bhi animation dena hai right se left ki taraf. uske liye fir se aap Logon Ko touch karna hai plus ke icon per touch karna hai and aap Logon Ko is ped wale PNG ko right se left ki taraf animation de dena hai. Aap logon ko ek NET ka PNG Milega use aap Logon Ko add karna hai add karne ke liye same process aap Logon Ko follow karna hai. Layer per touch karna hai media per touch karna hai uske bad Gallery se aap Logon Ko net wala PNG ko add karna hai. add karne ke bad ise bhi animation dena hai. to animation dene ke liye aap Logon Ko fhirse Chabi pe touch karna hai and aap Logon Ko ise left se right ki taraf animation de dena hai. 

STEP 3

Ab guys aap log ko aur ek PNG milega use bhi aap log ko add karna hai. to add karne ke liye aap Logon Ko fir se layer per touch karna hai media per touch karna hai and use PNG ko aap log ko add kar lena hai. and isase bhi aap Logon Ko animation de dena hai. uske bad guys aap logon ko ek video milega use add karna hai uske liye layer per touch Karen media per touch Karen. and Gallery se aap Logon Ko video ko select karna hai. select karne ke bad aap Logon Ko Aise khinch ke video ke last Tak karna hai and extra part ko trim kar lena hai. ab guys aap Logon Ko side Mein Kuchh option show Hoga to unmen se aap Logon Ko blending Ko dhundhna Hai. and blending per touch karne ke bad screen kar lena hai. Border wala PNG ko add karna hai. to uske liye fir se layer per touch Karen media per touch Karen ise ful screen Karen and last Tak khinch lena hai. to guys Aapka video jo hai vah ban kar ready ho chuka hai. ab export karne ke liye opor Mein click Karen and Kisi bhi format Mein ise export Kar Lijiye. 

ALL MATERIAL DOWNLOAD LINK ⤵️

DOWNLOAD

To doston aaj ka video kaisa laga Jarur comment Karen. and video ko Banane mein koi sa bhi dikkat ho to aap log Mujhe Instagram per text kar sakte ho. to chaliye ISI Tarah Ke interesting video ke sath Milte Kisi next video mein. 

Sharing Is Caring:

About Author

Sk Mix Official

Hello guys welcome to our channel, In my channel you will find awesome editing tutorial, you can learn and recreate them by using your Android mobile. Hope you will join our family by subscribing to our channel

Leave a Comment